Lyric4U
Zoom Boombura

Tum Bin

Watch Video
Lyrics
Zoom boombura ... zoom boombura
Is dil ne sapne kya kya sajaye
Is dil ne sapne kya kya sajaye
In sapno ka kya karoon
Zoom boombura ... zoom boombura
Is dil ne sapne kya kya sajaye
In sapno ka kya karoon
Na toh mujhe pata hai yeh
Na dil ko hai khabar
Na jaane ab yeh zindagi
Le jayegi kidhar
Na toh mujhe pata hai yeh
Na dil ko hai khabar
Na jaane ab yeh zindagi
Le jayegi kidhar
Is dil ne sapne kya kya sajaye
In sapno ka kya karoon
Zoom boombura ... zoom boombura
Zoom boombura ... zoom boombura
Seene mein yeh dard-e-dil
Dabaana hai mushkil
Ab apni mohabbat ko
Chupana hai mushkil
Main deewana toh nahin
Phir bhi mujhko hai yakeen
Deewana woh karegi mujhe
Zoom boombura ... zoom boombura
Is dil ne sapne kya kya sajaye
Is dil ne sapne kya kya sajaye
In sapno ka kya karoon
Zoom boombura ... zoom boombura
Uski hi tamanna mein
Machalta hai yeh dil
Dekhoon na main jab usko
Toh jalta hai yeh dil
Mere dil ki yeh lagi
Woh samajhti hi nahin
Har pal main sochta hi rahoon
Is dil ne sapne kya kya sajaye
Is dil ne sapne kya kya sajaye
In sapno ka kya karoon
Na toh mujhe pata hai yeh
Na dil ko hai khabar
Na jaane ab yeh zindagi
Le jayegi kidhar
Na toh mujhe pata hai yeh
Na dil ko hai khabar
Na jaane ab yeh zindagi
Le jayegi kidhar
Watch Video