Zindagi Maut Na Ban Jaye
Sarfarosh
Lyrics
Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron

Kho raha chain-o-aman
Kho raha chain-o-aman
Haan mushkilon mein hai watan
Mushkilon mein hai watan
Sarfaroshi ki shamma dil mein jala lo yaaron

Sarfaroshi ki shamma dil mein jala lo yaaron, yaaron, yaaron

Ek taraf pyar hai, chahat hai, wafadari hai
Ek taraf desh mein, desh mein
Ek taraf desh mein dhoka hai, gaddari hai
Bastiyan sehmi hui, sehma chaman sara hai
Gham mein kyun dooba hua aaj sab nazara hai
Aag pani ki jagah abr joh barsayenge
Leh lehate hue sab khet jhulas jayenge, jayenge, jayenge
Kho raha chain-o-aman
Kho raha chain-o-aman
Haan mushkilon mein hai watan
Mushkilon mein hai watan
Sarfaroshi ki shamma dil mein jala lo yaaron
Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron
Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron
Haan kho raha chain-o-aman
Kho raha chain-o-aman
Haan mushkilon mein hai watan
Mushkilon mein hai watan
Sarfaroshi ki shamma dil mein jala lo yaaron
Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron
Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron
Chand sikko ke liye tum na karo kaam bura
Na karo kaam bura, na karo kaam bura
Na karo kaam bura, na karo kaam bura
Har burai ka sadaa hota hai anjaam bura
Har burai ka hota hai bas anjaam bura, anjaam bura
Anjaam bura, anjaam bura
Anjaam bura, anjaam bura
Jurm walon ki kahan umar badi hai yaaron, yaaron
Inki raahon mein sadaa maut khadi hai yaaron, yaaron
Zulm karne se sadaa zulm hi hasil hoga
Joh na sach baat kahe woh koi buzdil hoga
Sarfaroshon ne lahu deke jise seencha hai
Aise gulshan ko ujhadne se bacha lo yaaron

Watch Video