Zindagi Kuch Toh Bata
Bajrangi Bhaijaan
Lyrics
Ek din mohabbat odh kar
Ek din gali ke modh par
Teri hatheli par likhoon
Mera naam tere naam par
Phir tu takalluf chhod kar
Phir tu jhuka kar ke nazar
Rakhna mere kaandhe pe sar zindagi
Kuch toh bata zindagi
Apna pata zindagi
Kuch toh bata zindagi
Apna pata zindagi
Taaron bhari ek raat mein
Tere khat padhenge saath mein
Kora joh panna reh gaya
Ek kaanpte se haath mein
Thodi shikayat karna tu
Thodi shikayat main karoon
Naraaz bas na hona tu zindagi
Kuch toh bata zindagi
Apna pata zindagi
Kuch toh bata zindagi
Apna pata zindagi
Tu hai toh main hoon
Tu hai toh main hoon
Tu hai toh khuda
Tu hai toh khudi
Tu hai toh falak
Tu hai toh zameen
Tu hai toh main hoon
Tu hai toh main hoon
Tu hai toh khuda
Tu hai toh khudi
Tu hai toh falak
Tu hai toh zameen
Wahin main hoon jahan tum ho
Jahan dekhoon wahan tum ho
Mohabbat ki zubaan tum ho
Mere dil ki dua tum ho
Labon pe haan wafaa tum ho
Nazaara tum fiza tum ho
Tasalli ka samaan tum ho
Sukoon dil ka shifa tum ho
Wahin main hoon jahan tum ho
Jahan dekhoon wahan tum ho
Mohabbat ki zubaan tum ho
Mere dil ki dua tum ho
Labon pe haan wafaa tum ho
Nazaara tum fiza tum ho
Tasalli ka samaan tum ho
Sukoon dil ka shifa tum ho
Watch Video