Zindagi Ek Safar Hai Suhana
Andaz
Lyrics
Zindagi ek safar hai suhana
Yahan kal kya ho kisne jana
Zindagi ek safar hai suhana
Yahan kal kya ho kisne jana
Zindagi ek safar hai suhana
Yahan kal kya ho kisne jana
Chaand taaro se chalna hai aage
Aasmaano se badhna hai aage
Arre chaand taaro se chalna hai aage
Aasmaano se badhna hai aage
Peeche reh jayega yeh zamana
Yahan kal kya ho kisne jana
Zindagi ek safar hai suhana
Yahan kal kya ho kisne jana
Hanste gaate jahan se guzar
Duniya ki tu parvah na kar
Hanste gaate jahan se guzar
Duniya ki tu parvah na kar
Muskurate huye din bitana
Yahan kal kya ho kisne jana
Zindagi ek safar hai suhana
Yahan kal kya ho kisne jana
Maut aani hai aayegi ek din
Jaan jani hai jayegi ek din
Arre maut aani hai aayegi ek din
Jaan jani hai jayegi ek din
Aisi baaton se kya ghabrana
Yahan kal kya ho kisne jana
Zindagi ek safar hai suhana
Yahan kal kya ho kisne jana
Watch Video