Zinda Hain Hum To
Josh
Lyrics
Zinda hain hum to tere hi love se
Nahi to mar jaata darling hum kab se
Dil na todo, mooh na modo
O Maria, O Maria
Zinda hain hum to tere hi love se
Nahi to mar jaata darling hum kab se
Dil na todo, mooh na modo
O Maria, O Maria
O ramba, O samba
Itna maska na to maaro humein
Aisi baaton se dar lagta humein
Tum pyar kaise bolo karega
Darta hain kyun Maria
Aila saala humpe marta hai yeh
Lagta hai love humko karta hai yeh
Yoon na darega hum to kahega
Tumsa nahi Maria
Zinda hain hum to tere hi love se
Nahi to mar jaata darling hum kab se
Dil na todo, mooh na modo
O Maria, O Maria
O sahiban tum bhulana nahi
Dil mein aake door jana nahi
Dil jo liya hai, dil bhi diya hai
Bewafa hum nahi
Ho dil jo todega hum kuch kar jayega
Lagta hai hum to mar jayega
Tum se mohabbat humko hai kitna
Kaise kahe Maria
O ramba, O samba
Zinda hain hum to tere hi love se
Nahi to mar jaata darling hum kab se
Dil na todo, mooh na modo
O Maria, O Maria
Watch Video