Lyric4U
Zinda

Bhaag Milkha Bhaag

Watch Video
Lyrics
Zinda hai toh pyala poora bhar le
Kancha phoote choora kaanch kar le
Zindagi ka yeh ghada le
Ek saans mein chadha le
Hichkiyon mein kya hai marna
Poora mar le
Koyla kaala hai
Chattanon ne paala hai
Andar kaala, baahar kaala
Par sacha hai saala
Koyla kaala hai
Chattanon ne paala hai
Andar kaala, baahar kaala
Par sacha hai saala
Zinda hai toh pyala poora bhar le
Kancha phoote choora kaanch kar le
Kancha phoote choora kaanch kar le
Uljhe kyun pairon mein yeh khwaab
Kadmon se resham kheench de
Peeche kuch na aage ka hisaab
Is pal ki kyaari seench de
Aag zubaan pe rakh de
Phir chhot ke honth bhi gayenge
Ghaav gungunayenge
Tere dard geet ban jayenge
Zinda hai toh pyala poora bhar le
Kancha phoote choora kaanch kar le
Zindagi ka yeh ghada le
Ek saans mein chadha le
Hichkiyon mein kya hai marna
Poora mar le
Koyla kaala hai
Chattanon ne paala hai
Andar kaala, baahar kaala
Par sacha hai saala
Koyla kaala hai
Chattanon ne paala hai
Andar kaala, baahar kaala
Par sacha hai saala
Koyla kaala hai
Chattanon ne paala hai
Andar kaala, baahar kaala
Par sacha hai saala
Koyla kaala hai
Chattanon ne paala hai
Andar kaala, baahar kaala
Par sacha hai saala
Zinda!
Watch Video