Zara Si Aahat Hoti Hai
Haqeeqat (1964)
Lyrics
Zara si aahat hoti hai toh dil sochta hai
Kahin yeh woh toh nahin
Kahin yeh woh toh nahin
Kahin yeh woh toh nahin
Zara si aahat hoti hai toh dil sochta hai
Kahin yeh woh toh nahin
Kahin yeh woh toh nahin
Kahin yeh woh toh nahin
Chupke seene mein, chupke seene mein koi jaise sada deta hai
Shaam se pehle diya dil ka jala deta hai
Hai ussi ki yeh sada, hai ussi ki yeh ada
Kahin yeh woh toh nahin
Kahin yeh woh toh nahin
Kahin yeh woh toh nahin
Shakal phirti hai haan, shakal phirti hai nigaahon mein wohi pyari si
Meri nas-nas mein machalne lagi chingaari si
Chhu gayi jism mera kiske daaman ki hawa
Kahin yeh woh toh nahin
Kahin yeh woh toh nahin
Kahin yeh woh toh nahin
Zara si aahat hoti hai toh dil sochta hai
Kahin yeh woh toh nahin
Kahin yeh woh toh nahin
Kahin yeh woh toh nahin
Watch Video