Zara Aankhon Mein
Hum Aapke Dil Mein Rehte Hain
Lyrics
Zara aankhon mein kajal laga lo sanam
Surkh chehre pe zulfein gira lo sanam
Zara aankhon mein kajal laga lo sanam
Surkh chehre pe zulfein gira lo sanam
Tere gaalon pe joh kala til hai
Wohi mera dil hai
Wohi mera dil hai
Wohi mera dil hai
Wohi mera dil hai
Teri baaton ne aisa kiya hai asar
Sharm se jhuk rahi hai meri yeh nazar
Teri baaton ne aisa kiya hai asar
Sharm se jhuk rahi hai meri yeh nazar
Tujhe jisne deewana kiya hai
Meri bindiya hai
Meri bindiya hai
Meri bindiya hai
Meri bindiya hai
Kaali si aankhen, aankhon mein kajal
Kyun na ho ghayal dil mera
O chhodo ji chhodo baatein banana
Pagal hai pagal dil tera
Dhak dhak kyun karta hai
Mujhpe yeh marta hai
Dard jisne tujhe yeh diya hai
Meri bindiya hai
Meri bindiya hai
Meri bindiya hai
Meri bindiya hai
Zara aankhon mein kajal laga lo sanam
Surkh chehre pe zulfein gira lo sanam
Tere gaalon pe joh kala til hai
Wohi mera dil hai
Wohi mera dil hai
Wohi mera dil hai
Wohi mera dil hai
Laali yeh laali, honthon ki laali
Aaja chura loon chori se
O tu joh bulaye main bhaagi aaun
Kheenche tu aisi dori se
Khud pe na kaabu hai
Chahat ka jaadu hai
Chain jisne tera le liya hai
Meri bindiya hai
Meri bindiya hai
Meri bindiya hai
Meri bindiya hai
Zara aankhon mein kajal laga lo sanam
Surkh chehre pe zulfein gira lo sanam
Tere gaalon pe joh kala til hai
Wohi mera dil hai
Wohi mera dil hai
Wohi mera dil hai
Wohi mera dil hai
Teri baaton ne aisa kiya hai asar
Sharm se jhuk rahi hai meri yeh nazar
Tujhe jisne deewana kiya hai
Meri bindiya hai
Meri bindiya hai
Meri bindiya hai
Meri bindiya hai
Watch Video