Lyric4U
Zamaana Lage

Metro In Dino

Watch Video
Lyrics
Tumhare sheher ka mausam bada suhana lage
Main ek shaam chura loon agar bura na lage
Tumhare bas mein agar ho toh bhool jao humein
Tumhe bhulane mein shayad mujhe zamaana lage
Zamaana lage, zamaana lage
Tumhe bhulane mein mujhe zamaana lage
Zamaana lage, zamaana lage
Tumhe bhulane mein mujhe zamaana lage
Maana meri hi khata hai is dafa
Kal humpe joh fida tha ab khafa
Yoon hi na berukhi, rag yoon hi na dukhi
Dard seene mein uth raha hai baaraha
Tu is tarah se mere saath bewafai kar
Tu is tarah se mere saath bewafai kar
Ki tere baad mujhe koi bewafa na lage
Zamaana lage, zamaana lage
Tumhe bhulane mein mujhe zamaana lage
Zamaana lage, zamaana lage
Tumhe bhulane mein mujhe zamaana lage
Watch Video