Lyric4U
Yunhi Kat Jaayega Safar (I)

Hum Hain Rahi Pyar Ke

Watch Video
Lyrics
Yunhi kat jaayega safar saath chalne se
Ke manzil aayegi nazar saath chalne se
Yunhi kat jaayega safar saath chalne se
Ke manzil aayegi nazar saath chalne se
Yunhi kat jaayega safar saath chalne se
Ke manzil aayegi nazar saath chalne se
Hum hain rahi pyar ke chalna apna kaam
Hum hain rahi pyar ke chalna apna kaam
Palbhar mein ho jaayegi har mushkil nakaam
Palbhar mein ho jaayegi har mushkil nakaam
Hausla na haarenge
Hum toh baazi maarenge
Hausla na haarenge
Hum toh baazi maarenge
Yunhi kat jaayega safar saath chalne se
Ke manzil aayegi nazar saath chalne se
Kehti hai yeh waadiyan badlega mausam
Kehti hai yeh waadiyan badlega mausam
Na koi parvah hai khushiyan ho ya gham
Na koi parvah hai khushiyan ho ya gham
Aandhiyon se khelenge
Dard saare jhelenge
Aandhiyon se khelenge
Dard saare jhelenge
Yunhi kat jaayega safar saath chalne se
Ke manzil aayegi nazar saath chalne se
Yunhi kat jaayega safar saath chalne se
Ke manzil aayegi nazar saath chalne se
Yunhi kat jaayega safar saath chalne se
Ke manzil aayegi nazar saath chalne se
Yunhi kat jaayega safar saath chalne se
Ke manzil aayegi nazar saath chalne se
Watch Video