Yoon Hua
Haseena Maan Jaayegi
Lyrics
Yoon hua ke humein tum mile
Yoon hua ke humein kuch hua
Kya hua kuch pata na chala
Kahin pyar toh nahi ho gaya
Yoon hua ke humein tum mile
Yoon hua ke humein kuch hua
Kya hua kuch pata na chala
Kahin pyar toh nahi ho gaya
Yoon hua ke humein tum dikhe
Yoon hua ke humein kuch hua
Kya hua kuch pata na chala
Kahin pyar toh nahi ho gaya
Yoon hua ke humein tum mile
Yoon hua ek din raah mein
Yoon hua yoon hi takra gaye
Yoon hua humko aayi hasi
Yoon hua tum bhi sharma gaye
Yoon hua ke nigahein mili
Yoon hua dil dhadakane laga
Kya hua kuch pata na chala
Kahin pyar toh nahi ho gaya
Yoon hua ke humein tum mile
Yoon hua tum chale toh gaye
Yoon hua hum wahin reh gaye
Yoon hua tumne kuch na kaha
Yoon hua phir bhi sab keh gaye
Yoon hua yaad aane lagi
Yoon hua neend udne lagi
Kya hua kuch pata na chala
Kahin pyar toh nahi ho gaya
Yoon hua ke humein tum dikhe
Yoon hua bekarari badhi
Yoon hua hum doobara mile
Yoon hua hum kareeb aa gaye
Yoon hua chal pade silsile
Yoon hua ke samaa tham gaya
Yoon hua ke nazar jhuk gayi
Kya hua kuch pata na chala
Kahin pyar toh nahi ho gaya
Watch Video