Yeh Reshmi Zulfein
Do Raaste
Lyrics
Yeh reshmi zulfein
Yeh sharbati aankhen
Inhe dekh kar jee rahe hai sabhi
Inhe dekh kar jee rahe hai sabhi
Yeh reshmi zulfein
Yeh sharbati aankhen
Inhe dekh kar jee rahe hai sabhi
Inhe dekh kar jee rahe hai sabhi
Joh yeh aankhen sharam se jhuk jayengi
Joh yeh aankhen sharam se jhuk jayengi
Saari baatein yahin bas ruk jayengi
Chup rehna yeh afsana
Koi inko na batlana
Ke inhe dekh kar pee rahe hai sabhi
Inhe dekh kar pee rahe hai sabhi
Yeh reshmi zulfein
Yeh sharbati aankhen
Inhe dekh kar jee rahe hai sabhi
Inhe dekh kar jee rahe hai sabhi
Zulfein magroor itni ho jayengi
Zulfein magroor itni ho jayengi
Dil ko tadpayengi, jee ko tarsayengi
Yeh kar dengi deewana
Koi inko na batlana
Ke inhe dekh kar jee rahe hai sabhi
Inhe dekh kar jee rahe hai sabhi
Saare inki shikayat karte hai
Saare inki shikayat karte hai
Phir bhi inse mohabbat karte hai
Yeh kya jaadu hai jaane
Phir chaak gire woh deewane
Inhe dekh kar see rahe hai sabhi
Inhe dekh kar see rahe hai sabhi
Yeh reshmi zulfein
Yeh sharbati aankhen
Inhe dekh kar jee rahe hai sabhi
Inhe dekh kar jee rahe hai sabhi
Watch Video