Lyric4U
Yeh Raat

Aks

Watch Video
Lyrics
Yeh raat, yeh raat
Jali ki chipkali raat, yeh raat
Kaudiyari komdi ki raat, yeh raat
Na ughli hi jaaye, na nighli hi jaaye, yeh kaali zehreeli raat
Pal pal balkhati, pal pal uljati, palkein jhapakti yeh raat
Sannate ki sij pe soyi saanp si sarakti raat
Yeh raat, yeh raat
Jali ki chipkali raat, yeh raat
Kaudiyari komdi ki raat, yeh raat
Yeh kaali zehreeli raat
Palkein jhapakti yeh raat
Saanp si sarakti raat
Kaali kodyali raat
Veerana veerana hai veerana
Dil ko lakh basa le yeh deewana
Veerana veerana hai veerana
Dil ko lakh basa le yeh deewana
Ujhde ujhde rehte hai dil sare
Veerano se basta hai veerana
Sanki se marti hai bhumkarti hai kaali kodyali raat
Yeh raat, yeh raat
Jali ki chipkali raat, yeh raat
Kaudiyari komdi ki raat, yeh raat
Na ughli hi jaaye, na nighli hi jaaye, yeh kaali zehreeli raat
Pal pal balkhati, pal pal uljati, palkein jhapakti yeh raat
Sannate ki sij pe soyi saanp si sarakti raat
Yeh raat, yeh raat
Abhi abhi raat badi tezaabi
Gir na jaaye haath se chand raqaabi
Abhi abhi raat badi tezaabi
Gir na jaaye haath se chand raqaabi
Doob rahe hai sare gul kinare
Umad umadke raat aayi sailaabi
Kholti badan par bolti badan par jalti ubalti raat