Lyric4U
Yeh Pyaasi Jawaani

Gupt

Watch Video
Lyrics
Yeh pyaasi mohabbat
Yeh pyaasi jawaani
Adhuri adhuri yeh dil ki kahani
Jhuki hui hai raat yeh
Ruki hui hai baat yeh
Yeh chandni raat aage chale
Ho kuch pyar ki baat aage chale
Yeh pyaasi mohabbat
Yeh pyaasi jawaani
Adhuri adhuri yeh dil ki kahani
Jhuki hui hai raat yeh
Ruki hui hai baat yeh
Yeh chandni raat aage chale
Ho kuch pyar ki baat aage chale
Kab kaun jaane kahan chala jaaye
Mausam yahan se wahan chala jaaye
Aisa na ho yeh samaa chala jaaye
O kab kaun jaane kahan chala jaaye
Mausam yahan se wahan chala jaaye
Aisa na ho yeh samaa chala jaaye
Jhuki hui hai aankh bhi
Ruki hui hai saans bhi
Kuch toh mulaqat aage chale
Ho kuch pyar ki baat aage chale
Yeh pyaasi mohabbat
Yeh pyaasi jawaani
Adhuri adhuri yeh dil ki kahani
Bole yeh nazar yeh zubaan chali jaaye
Yeh dil gaya ab yeh jaan chali jaaye
Door door tak yeh daastan chali jaaye
O bole yeh nazar yeh zubaan chali jaaye
Yeh dil gaya ab yeh jaan chali jaaye
Door door tak yeh daastan chali jaaye
Jhuka hua hai aasmaan
Ruka hua hai yeh jahaan
Saara jahaan saath aage chale
Ho kuch pyar ki baat aage chale
Yeh pyaasi mohabbat
Yeh pyaasi jawaani
Adhuri adhuri yeh dil ki kahani
Jhuki hui hai raat yeh
Ruki hui hai baat yeh
Yeh chandni raat aage chale
Ho kuch pyar ki baat aage chale
Watch Video