Yeh Nakhra Ladki Ka
Suhaag
Lyrics
Shava ... wah wah
Shava ... wah wah ... shava
Shava yeh nakhra ladki ka
Wah wah yeh nakhra ladki ka
Shava yeh nakhra ladki ka
Wah wah yeh nakhra ladki ka
Jis ore se yeh jaaye tauba
Ek shor mache haaye tauba
Jis ore se yeh jaaye tauba
Ek shor mache haaye tauba
Shava yeh nakhra ladki ka
Wah wah yeh nakhra ladki ka
Neeli hai iski akh tauba
Aashiq hai iske lakh tauba
Aashiq hai iske lakh tauba
Gaalon pe iske til tauba
Mera loot ke le gayi dil tauba
Mera loot ke le gayi dil tauba
Shava ... wah wah
Shava yeh nakhra ladki ka
Wah wah yeh nakhra ladki ka
Chahat ke maaro ka tauba
Leader yeh kanwaro ka tauba
Leader yeh kanwaro ka tauba
Bas aahein bharta hai tauba
Har kudi pe marta hai tauba
Har kudi pe marta hai tauba
Shava ... wah wah
Shava yeh nakhra ladke ka
Wah wah yeh nakhra ladke ka
Challe ka nagina hai tauba
Badmast haseena hai tauba
Badmast haseena hai tauba
Bandook ki goli hai tauba
Par lagti bholi hai tauba
Par lagti bholi hai tauba
Shava ... wah wah
Shava yeh nakhra ladki ka
Wah wah yeh nakhra ladki ka
Imli ka boota hai tauba
Aashiq yeh jhootha hai tauba
Aashiq yeh jhootha hai tauba
Joh baaz na aayega tauba
Toh maar bhi khayega tauba
Toh maar bhi khayega tauba
Shava ... wah wah
Shava yeh nakhra ladke ka
Wah wah yeh nakhra ladke ka
Nagin si chalti hai tauba
Aankhon se dasti hai tauba
Aankhon se dasti hai tauba
Laila ki naani hai tauba
Yeh badi sayani hai tauba
Yeh badi sayani hai tauba
Shava ... wah wah
Shava yeh nakhra ladki ka
Wah wah yeh nakhra ladki ka
Dilphek deewana hai tauba
Majnu yeh purana hai tauba
Majnu yeh purana hai tauba
Kaala hai iska mann tauba
Hai mushkil mein joban tauba
Hai mushkil mein joban tauba
Shava ... wah wah
Shava yeh nakhra ladki ka
Wah wah yeh nakhra ladki ka
Shava yeh nakhra ladki ka
Wah wah yeh nakhra ladki ka
Shava yeh nakhra ladke ka
Wah wah yeh nakhra ladke ka
Watch Video