Yeh Ladka Hai Deewana
Kuch Kuch Hota Hai
Lyrics
Yeh kaisa ladka hai
Tu du tu ... pa pap-pada
Yeh kaisi ladki hai
Tu du tu ... pa pap-pada
Iska main kya karoon
Tu du tu ... pa pap-pada
Isse main kya kahoon
Yeh ladta hai, haan haan
Akadti hai, hey hey
Jaghadta hai, bighadti hai
Deewana hai, deewani hai
But he's your best friend yaar
But she's your best friend yaar
(Whistling)
Tu ru ru tu ru ... la la la la
Tu ru ru tu ru ... la la la la
Haai haai re haai yeh ladka
Haai haai re haai
Hey!
Karta naadaniyan kyun poocho toh haai
Yo!
Haai haai re haai yeh ladka
Haai haai re haai
Hey!
Karta naadaniyan kyun poocho toh haai
Yeah!
Kabhi yeh humse ladta hai
Kabhi jaghadta hai
Koi paas iske na aana
Yeh ladka hai deewana, hai deewana
Deewana, deewana, deewana
Yeh ladka hai deewana, hai deewana
Deewana, deewana, deewana
Haai haai re haai yeh ladki
Haai haai re haai
Hey!
Karti naadaniyan kyun poocho toh haai
Yo!
Kabhi yeh humse ladti hai
Kabhi akadti hai
Karo door se chhedh khaani
Yeh ladki hai deewani, hai deewani
Deewani, deewani, deewani
Yeh ladki hai deewani, hai deewani
Deewani, deewani, deewani
Tu ru tu ru ru ... tu ru tu
Tu ru tu ru ru ... tu ru tu
Iski baatein
Yahi jaane
Koi bhi toh jaane na
Aaisi vaisi
Kaisi hai yeh
Koi pehchaane na
Toh bhaago o yaaron
Kar na de shaitani
Yeh ladki hai deewani, hai deewani
Deewani, deewani, deewani
Yeh ladka hai deewana, hai deewana
Deewana, deewana, deewana
Aate jaate
Chhedhe humko
Ke maane na yeh kehna
Dekho dekho
Pagal hai yeh
Haan bachke zara rehna
Yeh aaisa hai phir bhi
Apna isko maana
Yeh ladka hai deewana, hai deewana
Deewana, deewana, deewana
Yeh ladki hai deewani, hai deewani
Deewani, deewani, deewani
Haai haai re haai yeh ladka
Haai haai re haai
Hey!
Karta naadaniyan kyun poocho toh haai
Yo!
Kabhi yeh humse ladti hai
Kabhi akadti hai
Karo door se chhedh khaani
Yeh ladki hai deewani, hai deewani
Deewani, deewani, deewani
Yeh ladka hai deewana, hai deewana
Deewana, deewana, deewana
(Whistling)
Watch Video