Lyric4U
Yeh Kya Jagah Hai Doston

Umrao Jaan

Watch Video
Lyrics
Yeh kya jagah hai doston
Yeh kya jagah hai doston
Yeh kaun sa dayaar hai
Yeh kaun sa dayaar hai
Hadh-e-nigah tak jahan
Hadh-e-nigah tak jahan
Gubaar hi gubaar hai
Gubaar hi gubaar hai
Yeh kya jagah hai doston
Yeh kis makaam par hayaat
Yeh kis makaam par hayaat
Mujhko leke aa gayi
Mujhko leke aa gayi
Na bas khushi pe hai jahan
Na bas khushi pe hai jahan
Na gham pe ikhtiyar hai
Na gham pe ikhtiyar hai
Yeh kya jagah hai doston
Yeh kaun sa dayaar hai
Yeh kaun sa dayaar hai
Tamaam umar ka hisaab
Tamaam umar ka hisaab
Maangti hai zindagi
Maangti hai zindagi
Yeh mera dil kahe toh kya
Yeh mera dil kahe toh kya
Ke khud se sharmsar hai
Ke khud se sharmsar hai
Yeh kya jagah hai doston
Yeh kaun sa dayaar hai
Yeh kaun sa dayaar hai
Bula raha hai kaun
Bula raha hai kaun
Mujhko chilmano ke us taraf
Mere liye bhi kya koi
Mere liye bhi kya koi
Udaas beqarar hai
Udaas beqarar hai
Yeh kya jagah hai doston
Yeh kaun sa dayaar hai
Yeh kaun sa dayaar hai
Hadh-e-nigah tak jahan
Gubaar hi gubaar hai
Gubaar hi gubaar hai
Yeh kya jagah hai doston
Watch Video