Lyric4U
Yeh Jism Hai Toh Kya

Jism 2

Watch Video
Lyrics
Yeh jism hai toh kya
Yeh rooh ka libaas hai
Yeh dard hai toh kya
Yeh ishq ki talash hai
Fanaa kiya mujhe
Yeh chahne ki aas ne
Tarah tarah shikast hi hua
Raza hai kya teri
Dil-o-jahaan tabaah kiya
Sazaa bhi kya teri
Wafaa ko bewafaa kiya
Doobara zindagi
Se yoon mujhe juda kiya
Kahan kahan phiroon main dhoondta
Raza hai kya teri
Dil-o-jahaan tabaah kiya
Sazaa bhi kya teri
Wafaa ko bewafaa kiya
Doobara zindagi
Se yoon mujhe juda kiya
Kahan kahan phiroon main dhoondta
Wahan jahan tu hi mera libaas hai
Wahan jahan teri hi bas talash hai
Wahan jahan tujhi pe khatam aas hai
Wahin shuru, wahin pe dafan jaan hai
Wahan jahan tu hi mera libaas hai
Wahan jahan teri hi bas talash hai
Wahan jahan tujhi pe khatam aas hai
Wahin shuru, wahin pe dafan jaan hai
Yeh jism hai toh kya
Yeh rooh ka libaas hai
Yeh dard hai toh kya
Yeh ishq ki talash hai
Fanaa kiya mujhe
Yeh chahne ki aas ne
Tarah tarah shikast hi hua
Watch Video