Yeh Jawani Hadh Kar De
Sarfarosh
Lyrics
Yeh jawani hadh kar de
Bhude jawan ko mast kar de
Yeh jawani hadh kar de
Bhude jawan ko mast kar de
Koi na jane kal kya ho
Aane wala pal kya ho
Le maza le zindagi ka, zindagi ka, zindagi ka
Yeh jawani hadh kar de
Bhude jawan ko mast kar de
Koi na jane kal kya ho
Aane wala pal kya ho
Le maza le zindagi ka, zindagi ka, zindagi ka
Yeh jawani hadh kar de
Rangeen samaan, dil hai jawan
Sare yahan josh mein
Kya raat hai, kya baat hai
Koi nahi hosh mein
Chaaya hai kaisa nasha
Lele zara lele maza maikashi ka
Yeh jawani hadh kar de
Bhude jawan ko mast kar de
Koi na jane kal kya ho
Aane wala pal kya ho
Le maza le zindagi ka, zindagi ka, zindagi ka
Yeh jawani hadh kar de
Qatil bhi hai, aashiq bhi hai
Aate hai sare yahan
Is dil mein hai kya kya chupa
Kisko pata meri jaan
Aaja mere paas aa
Lele zara lele maza aashiqi ka
Yeh jawani hadh kar de
Bhude jawan ko mast kar de
Yeh jawani hadh kar de
Bhude jawan ko mast kar de
Koi na jane kal kya ho
Aane wala pal kya ho
Le maza le zindagi ka, zindagi ka, zindagi ka
Yeh jawani hadh kar de
Watch Video