Yeh Dil Deewana
Silsila Hai Pyar Ka
Lyrics
Dil deewana hai
Yeh dil toh deewana hai
Yeh dil deewana hai kehna na maane
Yeh dil toh pagal hai kuch bhi na jaane
Yeh dil deewana hai kehna na maane
Yeh dil toh pagal hai kuch bhi na jaane
Kya bataun hua kya isse
Chahta har ghadi bas tujhe
Yeh dil deewana hai kehna na maane
Yeh dil toh pagal hai kuch bhi na jaane
Kya bataun hua kya isse
Chahta har ghadi bas tujhe
Yeh dil deewana hai kehna na maane
Yeh dil toh pagal hai kuch bhi na jaane
Thoda thoda qaraar hai
Thoda thoda khumaar hai
Thoda thoda qaraar hai
Thoda thoda khumaar hai
Jaadu jagaya nigahon ne teri
Dil dhadkaya adaon ne teri
Deewangi badhne lagi, kyun bhala
Yeh dil deewana hai kehna na maane
Yeh dil toh pagal hai kuch bhi na jaane
Kya bataun hua kya isse
Chahta har ghadi bas tujhe
Yeh dil deewana hai kehna na maane
Yeh dil toh pagal hai kuch bhi na jaane
Hona tha joh woh ho gaya
Dil ko khona tha kho gaya
Hona tha joh woh ho gaya
Dil ko khona tha kho gaya
Chaane laga hai mohabbat ka nasha
Main toh na jaanu hua hai mujhe kya
Na chain hai na hosh hai, kya karun
Yeh dil deewana hai kehna na maane
Yeh dil toh pagal hai kuch bhi na jaane
Yeh dil deewana hai kehna na maane
Yeh dil toh pagal hai kuch bhi na jaane
Kya bataun hua kya isse
Chahta har ghadi bas tujhe
Yeh dil deewana hai kehna na maane
Yeh dil toh pagal hai kuch bhi na jaane
Kya bataun hua kya isse
Chahta har ghadi bas tujhe
Yeh dil deewana hai kehna na maane
Yeh dil toh pagal hai kuch bhi na jaane
Watch Video