Lyric4U
Yeh Bandhan Toh

Karan Arjun

Watch Video
Lyrics
Suraj kab door gagan se
Chanda kab door kiran se
Khushboo kab door pavan se
Kab door bahaar chaman se
Yeh bandhan toh pyar ka bandhan hai
Janamo ka sangam hai
Yeh bandhan toh pyar ka bandhan hai
Janamo ka sangam hai
Suraj kab door gagan se
Chanda kab door kiran se
Khushboo kab door pavan se
Kab door bahaar chaman se
Yeh bandhan toh pyar ka bandhan hai
Janamo ka sangam hai
Tum hi mere jeevan ho
Tumhe dekh dekh jee loongi
Tum hi mere jeevan ho
Tumhe dekh dekh jee loongi
Main toh tumhare khatir
Duniya ka zehar pee loongi
Tere paavan charno mein
Aakaash jhuka denge hum
Teri raah mein joh sholay ho
Toh khud ko bicha denge hum
Yeh bandhan toh pyar ka bandhan hai
Janamo ka sangam hai
Yeh bandhan toh pyar ka bandhan hai
Janamo ka sangam hai
Mamta ke mandir ki hai tu
Sabse pyari murat
Mamta ke mandir ki hai tu
Sabse pyari murat
Bhagwan nazar aata hai
Jab dekhen teri surat
Jab jab duniya mein aaye
Tera hi aanchal paaye
Janamo ki deewaron par
Hum pyar apna likh jaaye
Yeh bandhan toh pyar ka bandhan hai
Janamo ka sangam hai
Yeh bandhan toh pyar ka bandhan hai
Janamo ka sangam hai
Suraj kab door gagan se
Chanda kab door kiran se
Khushboo kab door pavan se
Kab door bahaar chaman se
Yeh bandhan toh pyar ka bandhan hai
Janamo ka sangam hai
Watch Video