Lyric4U
Yashomati Maiya Se Bole Nandlala (II)

Satyam Shivam Sundaram

Watch Video
Lyrics
Yashomati maiya se bole nandlala
Radha kyun gori, main kyun kaala
Radha kyun gori, main kyun kaala
Boli muskati maiya sun mere pyare
Boli muskati maiya sun mere pyare
Gori gori Radhika ke nain kajraare
Kaale naino wali ne ho
Kaale naino wali ne aisa jaadu daala
Issi liye kaala
Yashomati maiya se bole nandlala
Radha kyun gori, main kyun kaala
Radha kyun gori, main kyun kaala
Itne mein Radha pyari aayi ithlati
Itne mein Radha pyari aayi ithlati
Maine na jaadu daala boli balkhati
Maiya kanhaiya tera ho
Maiya kanhaiya tera jag se nirala
Issi liye kaala
Yashomati maiya se bole nandlala
Radha kyun gori, main kyun kaala
Radha kyun gori, main kyun kaala
Watch Video