Lyric4U
Yashomati Maiya Se Bole Nandlala (I)

Satyam Shivam Sundaram

Watch Video
Lyrics
Yashomati maiya se bole nandlala
Yashomati maiya se bole nandlala
Radha kyun gori, main kyun kaala
Radha kyun gori
Yashomati maiya se bole nandlala
Radha kyun gori, main kyun kaala
Radha kyun gori, main kyun kaala
Boli muskati maiya lalan ko bataya
Boli muskati maiya lalan ko bataya
Kaari andhiyari aadhi raat mein tu aaya
Ladla kanhaiya mera ho
Ladla kanhaiya mera kaali kamli wala
Issi liye kaala
Yashomati maiya se bole nandlala
Radha kyun gori, main kyun kaala
Radha kyun gori, main kyun kaala
Boli muskati maiya sun mere pyare
Boli muskati maiya sun mere pyare
Gori gori Radhika ke nain kajraare
Kaale naino wali ne ho
Kaale naino wali ne aisa jaadu daala
Issi liye kaala
Yashomati maiya se bole nandlala
Radha kyun gori, main kyun kaala
Radha kyun gori, main kyun kaala
Watch Video