Lyric4U
Yaara Yaara

Hum Tum

Watch Video
Lyrics
Yaara yaara main toh phisal gaya re
Yaara yaara hadh se guzar gaya re
Yaara yaara main toh phisal gaya re
Yaara yaara hadh se guzar gaya re
Kaisi mushkil hai raahein
Thaame rehna yeh baahein
Toote na re
Roothe na re
Chhute na saath hamara
Yaara yaara tu toh phisal gaya re
Yaara yaara hadh se guzar gaya re
Jab jab mushkil ho raahein
Thaam lengi yeh baahein
Tootega na
Roothega na
Chhute na saath hamara
Arre yaara yaara main toh phisal gaya re
Yaara yaara hadh se guzar gaya re
Yunhi nahin dagmagaya hoon main
Yunhi nahin dagmagaya hoon main
Sambhalne ko hi paas aaya hoon main
Agar jhooth bole kasam doon tujhe
Agar chal na paaye kadam doon tujhe
Humse koi khatta ho
Dena joh bhi sazaa ho
Toote na re
Roothe na re
Chhute na saath hamara
Yaara yaara main toh phisal gaya re
Yaara yaara hadh se guzar gaya re
Aye yaara yaara tu toh phisal gaya re
Yaara yaara hadh se guzar gaya re
Acha!
Mujhe jhoomne de mujhe hai nasha
Mujhe jhoomne de mujhe hai nasha
Tere dil mein kya hai mujhe kya pata
Agar yun nahin bekhabar hota tu
Toh phir mera humsafar hota tu
Main toh itna hi samjhoon
Main toh itna hi jaanu
Toote na re
Roothe na re
Chhute na saath hamara
Yaara yaara main toh phisal gaya re
Yaara yaara hadh se guzar gaya re
Yaara yaara tu toh phisal gaya re
Yaara yaara hadh se guzar gaya re
Kaisi mushkil hai raahein
Thaame rehna yeh baahein
Toote na re
Roothe na re
Chhute na saath hamara
Yaara yaara main toh phisal gaya re
Yaara yaara hadh se guzar gaya re
Watch Video