Lyric4U
Yaar Piya

The Killer

Watch Video
Lyrics
Teri meri baaton ko na samjhe yeh zamana
Teri meri baaton ko na samjhe yeh zamana
Tera mera jaanejana rishta hai purana
Arre dil bhi tera, main bhi teri
Ab toh laga le jiya
Yaar piya ho piya yaar piya
Ho piya pyar kiya
Ho kiya teri kasam
Yaar piya ho piya yaar piya
Ho piya pyar kiya
Ho kiya teri kasam
Yaar piya ho piya yaar piya
Ho piya pyar kiya
Ho kiya teri kasam
Aaj joh khauf hai har jagah
Main toh kehti hoon jalega dil raat ka
Aaj joh khauf hai har jagah
Main toh kehti hoon jalega dil raat ka
Jaan ki khair ho aaj toh
Ab hai kisko pata is baat ka
Bholi bhali surat wala aaj hai nishana
Bholi bhali surat wala aaj hai nishana
Dil bhi kahe main bhi kahoon
Kuch toh hai hone wala
Yaar piya ho piya yaar piya
Ho piya pyar kiya
Ho kiya teri kasam
Yaar piya ho piya yaar piya
Ho piya pyar kiya
Ho kiya teri kasam
Yaar piya ho piya yaar piya
Ho piya pyar kiya
Ho kiya teri kasam
Mehzabeen, nazneen, dilnasheen
Main toh sabki hoon jaanejana dilruba
Mehzabeen, nazneen, dilnasheen
Main toh sabki hoon jaanejana dilruba
Dekh lo khwaab ki hoon pari
Phir bhi kehte hai sab mujhko bewafa
Mere dil ko kya samjhega koi bhi deewana
Mere dil ko kya samjhega koi bhi deewana
Banke shamma pyar kiya
Dil ko bhi vaar diya
Yaar piya ho piya yaar piya
Ho piya pyar kiya
Ho kiya teri kasam
Yaar piya ho piya yaar piya
Ho piya pyar kiya
Ho kiya teri kasam
Yaar piya ho piya yaar piya
Ho piya pyar kiya
Ho kiya teri kasam
Teri meri baaton ko na samjhe yeh zamana
Tera mera jaanejana rishta hai purana
Arre dil bhi tera, main bhi teri
Ab toh laga le jiya
Yaar piya ho piya yaar piya
Ho piya pyar kiya
Ho kiya teri kasam
Yaar piya ho piya yaar piya
Ho piya pyar kiya
Ho kiya teri kasam
Yaar piya ho piya yaar piya
Ho piya pyar kiya
Ho kiya teri kasam
Watch Video