Yaadon Ki Baaraat Nikli Hai
Yaadon Ki Baaraat
Lyrics
Yaadon ki baaraat nikli hai aaj dil ke dwaare
Dil ke dwaare
Yaadon ki baaraat nikli hai aaj dil ke dwaare
Dil ke dwaare
Sapno ki shehnai beete dino ko pukaare
Dil ke dwaare
Ho chhedo tarane milan ke pyare pyare
Sang hamare
Badle na apna yeh aalam kabhi
Jeevan mein bichdenge na hum kabhi
Ho badle na apna yeh aalam kabhi
Jeevan mein bichdenge na hum kabhi
Yoon hi jaoge aakhir kahan hoke hamare
Yaadon ki baaraat nikli hai aaj dil ke dwaare
Dil ke dwaare
Sapno ki shehnai beete dino ko pukaare
Dil ke dwaare
Aage bhi hoga joh uska karam
Yeh din toh manayenge har saal hum
Aage bhi hoga joh uska karam
Yeh din toh manayenge har saal hum
Apne aangan nache gaayenge chanda sitare
Yaadon ki baaraat nikli hai aaj dil ke dwaare
Dil ke dwaare
Sapno ki shehnai beete dino ko pukaare
Dil ke dwaare
Watch Video