Yaadein (Female)
Yaadein
Lyrics
Nagme hain, shikve hain
Kisse hain, baatein hain
Nagme hain, shikve hain
Kisse hain, baatein hain
Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain
Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chale jaane ke baad aati hain
Yaadein, yaadein, o yaadein
(Sargam)
Bandhan ho toh chhode
Darpan ho toh todhe
Hum sab hain mushkil mein
Yeh dil hain is dil mein
Yaadein, yaadein, o yaadein
Nagme hain, shikve hain
Kisse hain, baatein hain
Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chale jaane ke baad aati hain
Yaadein, yaadein, yaadein
Duniya mein hum saare
Yaadon ke hain maare
Kuch khushiyan, thode gham
Yeh humse, inse hum
Yaadein, o meethi meethi yaadein
Khatti meethi yaadein
Nagme hain, shikve hain
Kisse hain, baatein hain
Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chale jaane ke baad aati hain
Yaadein, yaadein, o yaadein
Watch Video