Lyric4U
Yaad Teri Aati Hai

Afsana Pyar Ka

Watch Video
Lyrics
Yaad teri aati hai
Mujhe tadpati hai
Sari raina jaage naina
Mujhko rula jaati hai
Yaad teri aati hai
Mujhe tadpati hai
Sari raina jaage naina
Mujhko rula jaati hai
Maine kabhi socha na tha yoon pyar ho jayega
Anjaane hum mil jayenge, iqraar ho jayega
Ab dil kahin lagta nahi tere bina saathiya
Badne lagi betaabiyan tune kya jaadu kiya
Yaad teri aati hai
Mujhe tadpati hai
Sari raina jaage naina
Mujhko rula jaati hai
Baatein teri yaad aaye toh aankhon se aansun bahe
Koi bhala kaise yahan dard-e-judai sahe
Haalat meri kya ho gayi kaise bataun tujhe
Afsana main is pyar ka kaise sunau tujhe
Yaad teri aati hai
Mujhe tadpati hai
Sari raina jaage naina
Mujhko rula jaati hai
Watch Video