Yaad Nahin Bhool Gaya
Lamhe
Lyrics
Panchi, baadal, premi ke pagal hum kaun hain saathiyan
O yaad nahin bhool gaya
O yaad nahin bhool gaya
Panchi, baadal, premi ke pagal hum kaun hain saathiyan
O yaad nahin bhool gaya
O yaad nahin bhool gaya
Humko kisi cheez ki koi zaroorat nahin
Duniya mein is pyar se kuch khoobsurat nahin
Le jaaye jaane humein yeh tezz dhara kahan
Humko koi gham nahin dooba kinara kahan
Hai behta paani yeh zindagani, iska bharosa hai kya
Panchi, baadal, premi ke pagal hum kaun hain saathiyan
O yaad nahin bhool gaya
O yaad nahin bhool gaya
Khoye rahe ... soye rahe
Dhoondhe zamana humein hum yoon hi khoye rahe
Armaano ki sej pe din raat soye rahe
Aao zara aur bhi nazdeek ho jaye hum
Ek doosre ki jawaan baahon mein so jaye hum
Sapne hi sapne beech mein apne koi nahin doosra

Watch Video