Yaad Aayi
Muskaan
Lyrics
Yaad aayi, yaad aayi, phir tumhari yaad aayi
Yaad aayi, yaad aayi, phir tumhari yaad aayi
Aisa lagta hai mujhe toh
Aisa lagta hai mujhe toh maar dalegi judaai
Yeh judaai, yeh judaai, maar dalegi judaai
Yaad aayi, yaad aayi, phir tumhari yaad aayi
Aa bhi jaao, aa bhi jaao, ishq de tumko sada
Na akele reh sakogi bhoolke meri wafa
Kuch nazar aaye nahi
Kuch nazar aaye na mujhko aankhon mein bas tum ho chaayi
Aankhon mein bas tum ho chaayi
Tum ho chaayi, tum ho chaayi, aankhon mein bas tum ho chaayi
Yaad aayi, yaad aayi, phir tumhari yaad aayi
Tum nahi aate tumhari yaad aati hai sanam
Kya bataun kis tarah mujhko rulati hai sanam
Ab mujhe khamoshiyon mein
Ab mujhe khamoshiyon mein dhadkane deti sunayi
Dhadkane deti sunayi
Dhadkane deti sunayi
Dhadkane deti sunayi
Yaad aayi, yaad aayi, phir tumhari yaad aayi
Dooriyan majbooriyan hai, haal-e-dil kaise kahun
Tanha tanha bebasi ka dard main kaise sahun
Tum kaho toh chhod doon
Tum kaho toh chhod doon main ek pal mein yeh khudaai
Ek pal mein yeh khudaai
Ek pal mein yeh khudaai
Chhod doon main yeh khudaai
Yaad aayi, yaad aayi, phir tumhari yaad aayi
Aisa lagta hai mujhe toh
Aisa lagta hai mujhe toh maar dalegi judaai
Yeh judaai, yeh judaai, maar dalegi judaai
Yaad aayi, yaad aayi, phir tumhari yaad aayi
Watch Video