Yaad Aa Raha Hai
Disco Dancer
Lyrics
Yaad aa raha hai tera pyar
Yaad aa raha hai tera pyar
Kahan hum kahan tum
Huye tum kahan gum
Aa bhi ja, aa bhi ja ek baar
Yaad aa raha hai tera pyar
Kahan hum kahan tum
Huye tum kahan gum
Aa bhi ja, aa bhi ja ek baar
Yaad aa raha hai tera pyar
Yaaron, main toh yahan jeeta raha saare gham dil ke bhulake
Deke tumhe saari khushi
Maine, maine yahan kuch bhi toh paaya nahi sab kuch paake
Mujhko mili kya zindagi
Yaad aa raha hai tera pyar
Kahan hum kahan tum
Huye tum kahan gum
Aa bhi ja, aa bhi ja ek baar
Yaad aa raha hai tera pyar
Aye dil, main wohi tu wohi, wohi hai yeh duniya ke mele
Bichde woh din jane kahan
Roothe sab yahan jane kahan reh gaye hum toh akele
Awaaz de kisko yahan
Yaad aa raha hai tera pyar
Kahan hum kahan tum
Huye tum kahan gum
Aa bhi ja, aa bhi ja ek baar
Yaad aa raha hai tera pyar
Wada, wada raha saathi mere tere liye gaata chala jaon
Tu mera dil, tu meri jaan
Jeena, jeena mera jeena yehi tere liye zindagi lutaun
Tu joh nahi kya hai yahan
Yaad aa raha hai tera pyar
Kahan hum kahan tum
Huye tum kahan gum
Aa bhi ja, aa bhi ja ek baar
Yaad aa raha hai tera pyar
Watch Video