Lyric4U
Woh Toh Hai Albela

Kabhi Haan Kabhi Naa

Watch Video
Lyrics
Woh toh hai albela
Hazaron mein akela
Woh toh hai albela
Hazaron mein akela
Sada tumne ayeb dekha
Hunar ko na dekha
Woh toh hai albela
Hazaron mein akela
Sada tumne ayeb dekha
Hunar ko na dekha
Woh toh hai albela
Fursat mili na tumhe apne jahaan se
Uske bhi dil ki kabhi samjhte kahan se
Fursat mili na tumhe apne jahaan se
Uske bhi dil ki kabhi samjhte kahan se
Jana hai jisse patthar
Heera hai woh toh heera
Sada tumne ayeb dekha
Hunar ko na dekha
Woh toh hai albela
Hazaron mein akela
Woh toh hai albela
Bansi ko lakdi sada samjha kiye tum
Par uske nagmo ki dhun kahan sun sake tum
Bansi ko lakdi sada samjha kiye tum
Par uske nagmo ki dhun kahan sun sake tum
Diye ki maati dekhi
Dekhi na uski jyoti
Sada tumne ayeb dekha
Hunar ko na dekha
Woh toh hai albela
Hazaron mein akela
Woh toh hai albela
Hazaron mein akela
Sada tumne ayeb dekha
Hunar ko na dekha
Woh toh hai albela
Hazaron mein akela
Woh toh hai albela
Watch Video