Lyric4U
Woh Ladki Jo Sabse Alag Hai

Baadshah

Watch Video
Lyrics
Kahin zulf ka baadal o ho
Kahin rangeen aanchal aa ha
Kahin honth gulabi o ho
Kahin chaal sharabi aa ha
Kahin aankh mein jaadu o ho
Kahin jism ki khushboo aa ha
Kahin narm nigaahein o ho
Kahin gori baahein aa ha
Haan yahan kadam kadam par lakhon haseenayein hai
Hum magar yeh dil ka tohfa dene usse aaye hai
Woh ladki jo sabse alag hai

Kitne hi jalwe hai
Aankhon mein ghulti hai jinse chandni
Kitni hi o baatein hai
Kaano mein ghulti hai jinse raagini
Yeh chale jaise zara balkhake
Woh chale jaise zara ithlake
Yeh mile jaise zara sharmake
Woh mile jaise zara itrake
Haan yahan kadam kadam par lakhon haseenayein hai
Hum magar yeh dil ka tohfa dene usse aaye hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Gulshan ki hai woh kali
Jo sare phoolon se bilkul hai judaa
Kya kahiye o dekha hai
In aankhon ne usmein aisa roop kya
Kya ajeeb si taazgi hai
Kya haseen si saadgi hai
Kya ajeeb si dilkashi hai
Kya haseen si dilbari hai