Lyric4U
Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai (Sad)

Qayamat

Watch Video
Lyrics
Chaaron taraf tanhaai hai
Ek udaasi chaayi hai
Sochke uski baaton ko
Aankh meri bhar aayi hai
Bechaini hai saanson mein
Dard utha hai seene mein
Bichadke apne dilbar se
Aaye maza na jeene mein
Kitna mujhe tadpati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Kabhi mujhko hasaye
Kabhi mujhko rulaye
Mujhe kitna satati hai
Kabhi mujhko hasaye
Kabhi mujhko rulaye
Mujhe kitna satati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Watch Video