Lyric4U
Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai

Qayamat

Watch Video
Lyrics
Kabhi mujhko hasaye
Kabhi mujhko rulaye
Mujhe kitna satati hai
Kabhi mujhko hasaye
Kabhi mujhko rulaye
Mujhe kitna satati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Mere sapno mein aaye
Mere dil ko churaye
Mujhe kitna satata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai
Dekha usse jab pehli baar
Ban gaya deewana main yaar
Karke anjaana ikraar
Le gayi dil ka chain karaar
Dekha usse jab pehli baar
Ban gaya deewana main yaar
Karke anjaana ikraar
Le gayi dil ka chain karaar
Thodi si ghabrayi thi
Thodi si sharmayi thi
Kitna pyara mukhda hai
Woh toh chand ka tukda hai
Jane kahan chup jaati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Main toh uspe marti hoon
Duniya se nahi darti hoon
Naam se uske sawarti hoon
Pal pal aahein bharti hoon
Main toh uspe marti hoon
Duniya se nahi darti hoon
Naam se uske sawarti hoon
Pal pal aahein bharti hoon
Maana ke majboori hai
Chahat abhi adhoori hai
Bas kuch din ki doori hai
Milna bahut zaroori hai
Kya kya dard jagata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai
Kabhi mujhko hasaye
Kabhi mujhko rulaye
Mujhe kitna satati hai
Mere sapno mein aaye
Mere dil ko churaye
Mujhe kitna satata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Watch Video