Woh Kisna Hai
Kisna
Lyrics
Woh hai rangeela chail chabeela
Woh hai natkhat woh jamunatat
Phere lagaye murli bajaye
Gopiyon ke sang ras rachaye
Murli bajaiya, ras rachaiya, Shyam salona hai
Joh hai albela madnaino wala
Jiski deewani brij ki har baala
Woh Kisna hai
Woh Kisna hai
Woh Kisna hai
Woh Kisna hai Kisna hai
Joh hai albela madnaino wala
Jiski deewani brij ki har baala
Woh Kisna hai
Woh Kisna hai
Woh Kisna hai Kisna hai
Pyar mein doobi, pyar mein khoyi
Pyar ki dhun mein jaagi na soyi
Pyar mein doobi, pyar mein khoyi
Pyar ki dhun mein jaagi na soyi
Duniya se hai woh anjani
Sab kehte hai prem deewani
Kisna se milti hai bhoolke har bandhan
Kisna ki mala hi japti hai woh jogan
Naino mein saanso mein mann mein Kisna
Har pal hai jeevan mein jiske Kisna
Woh Radha hai
Woh Radha hai
Woh Radha hai Radha hai
(Folk verse)
Madhur madhur sa roop hai jiska, shwet shwet rang jiska
Sundar tann mann sundar chitwan sundar hai ang jiska
Pyar hai sagar se bhi gehra Kisna ke sang jiska
Woh Radha hai
Woh Radha hai
Woh Radha hai Radha hai
Joh hai albela madnaino wala
Jiski deewani brij ki har baala
Woh Kisna hai
Woh Kisna hai
Woh Kisna hai Kisna
Naino mein saanso mein mann mein Kisna
Har pal hai jeevan mein jiske Kisna
Woh Radha hai
Woh Radha hai
Woh Radha hai Radha hai
Woh Kisna hai
Woh Kisna hai
Woh Kisna hai
Woh Kisna hai
Woh Kisna hai
Woh Kisna hai
Watch Video