Lyric4U
Woh Ho Tum (Sad)

Muskaan

Watch Video
Lyrics
Barbaadi ki taraf moda hai, kyun moda hai
Jisne mera dil toda hai, dil toda hai
Barbaadi ki taraf moda hai
Jisne mera dil toda hai
Woh ho tum, woh ho tum, woh ho tum, woh ho tum
Woh ho tum, woh ho tum, woh ho tum, woh ho tum
Tere surkh nazuk larazte labon pe
Kisi aur deewane ka yoon naam hoga
Tere surkh nazuk larazte labon pe
Kisi aur deewane ka yoon naam hoga
Na socha tha maine kabhi jaanejana
Mera pyar bhi aise nakaam hoga
Thaamke yeh daaman chhoda hai, kyun chhoda hai
Barbaadi ki taraf moda hai
Jisne mera dil toda hai
Woh ho tum, woh ho tum, woh ho tum, woh ho tum
Woh ho tum, woh ho tum, woh ho tum, woh ho tum
Mohabbat mein tumne kisi roz dilbar
Mujhe apni baahon ka sahara diya tha
Mohabbat mein tumne kisi roz dilbar
Mujhe apni baahon ka sahara diya tha
Meri chahaton ko khayalon ko tumne
Bada khubsoorat nazara diya tha
Ab gham se rishta joda hai, kyun joda hai
Barbaadi ki taraf moda hai
Jisne mera dil toda hai
Woh ho tum, woh ho tum, woh ho tum, woh ho tum
Woh ho tum, woh ho tum, woh ho tum, woh ho tum
Watch Video