Woh Ho Tum
Muskaan
Lyrics
Maine jisko dil yeh diya hai, dil yeh diya hai
Maine jisko pyar kiya hai, jisko pyar kiya hai
Maine jisko dil yeh diya hai
Maine jisko pyar kiya hai
Woh ho tum, woh ho tum, woh ho tum, woh ho tum

Tumhe paake dilbar mujhe lag raha hai
Meri zindagi mein na ab kuch kami hai
Tumhe paake dilbar mujhe lag raha hai
Meri zindagi mein na ab kuch kami hai
Tumhare labon pe joh bikhri kali hai
Woh shabnam nahi hai, wafa ki nami hai
Jisne mera chain liya hai, mera chain liya hai
Jisne mera chain liya hai, mera chain liya hai
Maine jisko dil yeh diya hai
Maine jisko pyar kiya hai
Woh ho tum, woh ho tum, woh ho tum, woh ho tum
Woh ho tum, woh ho tum, woh ho tum, woh ho tum
Maine jisko dil yeh diya hai
Sambhala tha maine bahut apne dil ko
Magar yeh deewana machalne laga hai
Sambhala tha maine bahut apne dil ko
Magar yeh deewana machalne laga hai
Mili teri meri nazar jab se dilbar
Khayalon ka mausam badalne laga hai
Mere bas mein na mera jiya hai, mera jiya hai

Watch Video