Woh Dekhen Toh Unki
Funtoosh
Lyrics
Woh dekhen toh unki inayat na dekhe toh rona kya
Woh dekhen toh unki inayat
Woh dekhen toh unki inayat na dekhe toh rona kya
Joh dil gair ka ho uska hona kya aur na hona kya
Woh dekhen toh unki inayat
Ishq dilo ka mel hai pyare
Yeh nazaro ka khel nahi
Ishq dilo ka mel hai pyare
Yeh nazaro ka khel nahi
Yeh nazaro ka khel nahi
Jab tak do dil ek na ho le dil ki lagi ka rona kya
Jab tak do dil ek na ho le
Haiya ho ... haiya
Haiya ho ... haiya
Haiya ho ... haiya
Haiya ho ... haiya
Ishq ki baazi seedhi baazi
Dil jeeto aur dil haaro
Ishq ki baazi seedhi baazi, arre baazi
Baazi, baazi, baazi, baazi, baazi, baazi
Ishq ki baazi seedhi baazi
Dil jeeto aur dil haaro
Dil jeeto aur dil haaro
Is saude mein o dilwalo paana kya aur khona kya
Woh dekhen toh unki inayat na dekhe toh rona kya
Joh dil gair ka ho uska hona kya aur na hona kya
Woh dekhen toh unki inayat
Watch Video