Woh Chand Khila
Anari
Lyrics
Woh chand khila woh taare hase
Yeh raat ajab matwari hai
Woh chand khila woh taare hase
Yeh raat ajab matwari hai
Samajhne wale samajh gaye hai
Na samjhe, na samjhe woh anadi hai
Woh chand khila woh taare hase
Yeh raat ajab matwari hai
Samajhne wale samajh gaye hai
Na samjhe, na samjhe woh anadi hai
Woh chand khila woh taare hase
Yeh raat ajab matwari hai
Chandi ki chamakti raahein woh dekho jhoom jhoom ke bulaye
Chandi ki chamakti raahein woh dekho jhoom jhoom ke bulaye
Kirano ne pasaari baahein ki armaan naach naach lehraye
Baaje dil ke taar, gaye yeh bahaar, ubhre hai pyar jeevan mein
Baaje dil ke taar, gaye yeh bahaar, ubhre hai pyar jeevan mein
Woh chand khila woh taare hase
Yeh raat ajab matwari hai
Samajhne wale samajh gaye hai
Na samjhe, na samjhe woh anadi hai
Woh chand khila woh taare hase
Yeh raat ajab matwari hai
Kirano ne chunariya taani bahaarein kispe aaj hai deewani
Kirano ne chunariya taani bahaarein kispe aaj hai deewani
Chanda ki chaal mastani hai pagal jispe raat ki rani
Taaron ka jaal lele dil nikaal, poocho na haal mere dil ka

Watch Video