Lyric4U
Wallah Re Wallah

Tees Maar Khan

Watch Video
Lyrics
Sard-e-chilman ke peeche
Shama mehfooz rehti hai
Jal jaaye parwana, jalke raakh ho jaaye
Toh hi usse mehboob kehti hai
Wallah re wallah wallah
Wallah re wallah wallah
Noor-e-husn ka deedar hua
Wallah re wallah wallah
Wallah re wallah wallah
Eid ka chand yaar mera baar baar hua
Wallah re wallah wallah
Wallah re wallah wallah
Eid ke naam pe hum chand de gaye
Ishq ke naam pe badnaam ho gaye
Jab kuch aur na neelam ho saka
Toh muft mein hi hum jaan de gaye
Wallah re wallah wallah
Wallah re wallah wallah
Noor-e-husn ka deedar hua
Wallah re wallah wallah
Wallah re wallah wallah
Eid ka chand yaar mera baar baar hua
Wallah re wallah wallah
Wallah re wallah wallah
Dil-e-azeez pe is mureed ka itna sa farz hai
Aadab arz hai, aadaab arz hai
Aadab arz hai, aadaab arz hai
Aadab arz hai, aadaab arz hai
Aadab arz hai, aadaab arz hai
Wallah re wallah wallah
Wallah re wallah wallah
Noor-e-husn ka deedar hua
Wallah re wallah wallah
Wallah re wallah wallah
Eid ka chand yaar mera baar baar hua
Wallah re wallah wallah
Wallah re wallah wallah
Yaar ki yaad mein benoor ho gaye
Khud se khafa khuda se door ho gaye
Jab naam uska mehfil mein utha
Yaar ke saath hum mashoor ho gaye
Yaar ke saath hai khushmijaaz aalam
Phir hai gulzar hai gulistan aalam
Yaar ke saath hai khushmijaaz aalam
Phir hai gulzar hai gulistan aalam
Laga nishab ko nadka
Aaj mile, aaj mile, aaj mile
Wallah re wallah wallah
Wallah re wallah wallah
Main toh yaar pe qurbaan hua
Wallah re wallah wallah
Wallah re wallah wallah
Muddaton baad yaar dil zaar zaar hua
Wallah re wallah wallah
Wallah re wallah wallah
Dil-e-azeez pe is mureed ka itna sa farz hai
Aadab arz hai, aadaab arz hai
Aadab arz hai, aadaab arz hai
Aadab arz hai, aadaab arz hai
Aadab arz hai, aadaab arz hai
Kaatil yeh adayein tarse
Balkhayein jabse seekhi hai dillagi
Kaafir jhuk jaaye dar pe
Farmaye mujhse tu hi hai bandagi
Har aashiq se husn ki yeh ilteja
Kar shauk se tu qurbaan zindagi
Aankhen khanjar meri jaan le gayi, jaan le gayi
Lakhte jigar ke dekho paar ho gayi, paar ho gayi
Aankhen khanjar teri jaan le gayi, jaan le gayi
Lakhte jigar ke dekho paar ho gayi, paar ho gayi
Hoon yaar main, dildaar main
Hoon ishq ka izhaar main
Raqeeb ko joh kaat de
Woh haath ki talwar main
Woh haath ki talwar main
Woh haath ki talwar main
Wallah re wallah wallah
Wallah re wallah wallah
Noor-e-husn ka deedar hua
Wallah re wallah wallah
Wallah re wallah wallah
Eid ka chand yaar mera baar baar hua
Wallah re wallah wallah
Wallah re wallah wallah
Dil-e-azeez pe is mureed ka itna sa farz hai
Aadab arz hai, aadaab arz hai
Aadab arz hai, aadaab arz hai
Aadab arz hai, aadaab arz hai
Aadab arz hai, aadaab arz hai
Wallah re wallah wallah
Wallah re wallah wallah
Wallah re wallah wallah
Wallah re wallah wallah
Wallah re wallah wallah
Wallah re wallah wallah
Watch Video