Lyric4U
Walla Walla

Pagalpanti

Watch Video
Lyrics
[Arabic verse]
Chehra Irani ... waah bhai waah
Naache Afghani ... waah bhai waah
Nazrein shaitani ... waah bhai waah
Zulfein mastani ... waah bhai waah
Lachke toofani ... waah bhai waah
Nahkre sultani ... waah bhai waah
Rangat ruhani ... waah bhai waah
Husnela pani ... waah bhai waah
Waah re malang tera naam ho gaya
Charcha tera sar-e-aam ho gaya
Walla walla ... uuu
Mashallah ... uuu
Gul afshani walla walla
Walla walla ... uuu
Mashallah ... uuu
Tu noorani walla walla
[Arabic verse]
Khanjar adayein, nashtar nigahein
Gustakh aashiq bechare yeh mar na jayein
Tu lajawabi, thaat nawabi
Dil ko katar dega tera yeh rang rubabi
Main hoon nasha, main lab kusha
Ik vaari pee le tu aaye maza ... mashallah!
Zikr-e-zubaan mein tu hai
Har ik bayaan mein tu hai
Dil ke makaan mein tu hai
Tu hai nasha, tu hai maza
Ik vaari peeni mein kya hai khata
Dooba dooba dooba dooba main teri adaon mein
Dooba dooba dooba dooba dil mast nigahon mein
Loota loota loota haaye tune dil loota
Karde inayat ae huzum-e-mehbooba
Walla walla ... uuu
Mashallah ... uuu
Gul afshani walla walla
Walla walla ... uuu
Mashallah ... uuu
Tu noorani walla walla
Uum khuda hafiz!
Watch Video