Wafa Na Raas Aayee Tujhe O Harjai
Bewafa Sanam
Lyrics
Wafa na raas aayee tujhe o harjai
Wafa na raas aayee tujhe o harjai
Mujhe o bewafa zara yeh toh bata tune aag yeh kaisi lagai
Wafa na raas aayee tujhe o harjai
Wafa na raas aayee tujhe o harjai
Mujhe o bewafa zara yeh toh bata tune aag yeh kaisi lagai
Wafa na raas aayee tujhe o harjai
Daulat ke nashe mein tune mujhe nazaron se apni door kiya
Daulat ke nashe mein tune mujhe nazaron se apni door kiya
Mere pyar ka sheesh mahal tune ek pal mein chakna-choor kiya
Mujhe deke yoon gham aise karke sitam tune meri wafa thukrai
Wafa na raas aayee tujhe o harjai
Wafa na raas aayee tujhe o harjai
Tune roop fizaon ka baksha mere gulshan ki haryali ko
Tune roop fizaon ka baksha mere gulshan ki haryali ko
Abaad nasheman tha jis par tune kaat diya us daali ko
Mere seene ke sukh diye tune hai dukh sari rasmein kasmein bhulai
Wafa na raas aayee tujhe o harjai
Wafa na raas aayee tujhe o harjai
Mohlat na mile shayad mujhko ab tujhse bichad ke milne ki
Mohlat na mile shayad mujhko ab tujhse bichad ke milne ki
Armaan huye sab khaak mere khwahish na rahi ab jeene ki
Yaadon ki chubhan, saanson ki agan, mere mann hai aaj samai

Watch Video