Wafa Joh Na Ki Toh
Muqaddar Ka Sikandar
Lyrics
Manzoor nahi meri mohabbat toh kya hua
Ae dost dushmani hi nibhane ke liye aa
Maana tere karam ke toh qabil nahi rahe
Aa mere dil pe zulm hi dhane ke liye aa
Wafa joh na ki toh jafa bhi na ki jiye
Wafa joh na ki toh jafa bhi na ki jiye
Sitam jaan-e-man is tarah bhi na ki jiye
Ke marne ki tamanna mein kahin ji na jaye

Wafa aa aa
Nahi ishq humse, nahin na sahi
Humein ishq tumse hai hum kya kare
Hai mar marke jeene ki aadat humein
Tumhari bhala se jiye ya mare
Bhala aa aa
Bhala na kiya toh burra bhi na ki jiye

Watch Video