Lyric4U
Wada Raha Sanam

Khiladi

Watch Video
Lyrics
Wada raha sanam
Honge juda na hum
Chahe na chahe zamana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Wada raha sanam
Honge juda na hum
Chahe na chahe zamana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
In vaadiyon mein yoon hi milte rahenge
Dil mein wafa ke diye jalte rahenge
In vaadiyon mein yoon hi milte rahenge
Dil mein wafa ke diye jalte rahenge
Yeh maanga hai duaon mein
Kami na ho wafaon mein
Rahe teri nigahon mein
Likho na yeh fizaon mein, o sajana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Kaisi udaasi tere chehre pe chhai
Kya baat hai joh teri aankh bhar aayi
Kaisi udaasi tere chehre pe chhai
Kya baat hai joh teri aankh bhar aayi
Dekho toh kya nazare hai
Tumhari tarah pyare hai
Haso na mere liye tum
Sabhi toh yeh tumhare hai, o jaane jaan
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Wada raha sanam
Honge juda na hum
Chahe na chahe zamana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Watch Video