Wada Raha
Khakee
Lyrics
Wada raha, wada raha, wada raha
Wada raha pyar se pyar ka
Ab hum na honge juda
Wada raha pyar se pyar ka
Ab hum na honge juda
Yeh meri dhadkane sun raha hai khuda
Chahe tumhe kis kadar mera dil
Tumko nahi hai pata
Yeh meri dhadkane sun raha hai khuda
Wada raha
Dono jahaan ko bhoola hoon main
Aisi lagi hai tujhse lagan
Chahe kaho isse awaargi
Chahe kaho isse deewanapan
Dil ne kaha, dil ne suna
Maine tumhe dilbar chuna
Ab doriyan na rahi darmiyan
Kya rang layi wafa
Yeh meri dhadkane sun raha hai khuda
Wada raha pyar se pyar ka
Ab hum na honge juda
Yeh meri dhadkane sun raha hai khuda
Dekha tumhe toh aisa laga
Mujhko mila manzil ka pata
Chalna hai humko ab saath mein
Tumse juda mera raasta
Maine toh li hai yeh kasam
Paaun tumhe janmo janam
Sajde kiye maine shaamo saher
Maanga hai tumko sada
Yeh meri dhadkane sun raha hai khuda
Wada raha pyar se pyar ka
Ab hum na honge juda
Yeh meri dhadkane sun raha hai khuda
Wada raha yeh wada raha
Pyar se pyar ka
Pyar se pyar ka
Wada raha yeh wada raha
Pyar se pyar ka
Wada raha yeh wada raha
Pyar se pyar ka
Wada raha yeh wada raha
Watch Video