Lyric4U
Usey Kehna

Tere Ishk Mein

Watch Video
Lyrics
Usey kehna
Aaj main na kahin ka raha
Na kahin, na kahin ka raha
Meri chot bhi ek phool hai
Hai ussi se mehakti bahaar meri
Wahi jaan maange udhaar meri
Yaadon ke diye haathon mein liye ab umr na meri katey
Usey kehna
Usey kehna ke udaas na ho ... usey kehna
Aag nahi kahin na hai dhuaan
Tere baad baraf sa hua
Jaane kya kho gaya, jaane kya na mila
Jaane kisko tarasta hua
Mere shauk bhi toh jaanbaaz hai
Hai inhi se mehakni mazaar meri
Yehi jaan maange udhaar meri
Yeh khwaab hai joh yeh khel bhi hai
Hai tootna inki ada
Usey kehna
Usey kehna aadhi baat
Aadhi tanha, aadhi saath
Kahin hona, kahin rehna
Mera dard bhi hai yeh
Meri pyaas bhi hai yeh
Honth sookhe mere raakh se
Pagalon ki tarah yeh dil hase
Usey kehna teri yaad mein ... usey kehna
Yeh ishq hai joh woh ashq bhi hai
Yeh aankh mein hi rehta hai sadaa
Yeh meri taraf se usey, haan
Usey kehna ... usey kehna
Watch Video