Upar Khuda Aasmaan Neeche (Male)
Kachche Dhaage
Lyrics
Upar khuda aasmaan neeche jahaan
Sab hai magar haaye tujhe yeh dhoonde nazar
Tu aaya na aayi khabar
Saathiya ... beliya
Saathiya, beliya kachche dhaage sache pyar ke na todna
Tere bin, tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Saathiya, beliya kachche dhaage sache pyar ke na todna
Tere bin, tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Bin tere saawan aaya
Saawan aaya jhoole padhe
Jhoole hum jhool na paaye
Bin tere saawan aaya
Saawan aaya jhoole padhe
Jhoole hum jhool na paaye
Tune humein kabhi yaad kiya na
Hum tujhe bhool na paaye
Hai tera intezaar, tu mile ek baar
Marke bhi phir tera haath nahi chhodna
Tere bin, tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Upar khuda aasmaan neeche jahaan
Sab hai magar haaye tujhe yeh dhoonde nazar
Tu aaya na aayi khabar
Ang sang jale mere
Peecha nahi chhode mera
Beete dino ki parchaiyan
Jeena mushkil ho gaya mera
Dasne lagi tanhaiyan
Humko teri kasam, tere gham mein sanam
Doob jaana hai lekin nahi dholna
Tere bin, tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Khali khali baahein meri
Sooni sooni raahein meri
Uthti hai dil mein hoke
Khali khali baahein meri
Sooni sooni raahein meri
Uthti hai dil mein hoke
Mere seene pe chalti hai yaadon ki bandookein
Aa gaya dekh tu aasuon mein lahu
Ab lahu mein zehar tu nahi gholna
Tere bin, tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Upar khuda aasmaan neeche jahaan
Sab hai magar haaye tujhe yeh dhoonde nazar
Tu aaya na aayi khabar
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Watch Video