Lyric4U
Ungli Mein Angoothi

Ram Avtar

Watch Video
Lyrics
Ungli mein angoothi angoothi mein nagina

Tere bin ... tere bin ek bhi din mushkil ho gaya jeena jeena jeena

Aaj kiye hai kuch vaade
Aaj kiye hai kuch vaade khakar pyar bhari kasamein
Aaj kiya sauda humne is jee jaan ka aapas mein
Yaad sada tu rakhna
Yaad sada tu rakhna
Yeh din saal mahina
Ungli mein angoothi angoothi mein nagina
Ungli mein angoothi angoothi mein nagina
Tere bin ... tere bin ek bhi din mushkil ho gaya jeena jeena jeena
Ungli mein angoothi angoothi mein nagina
Ungli mein angoothi angoothi mein nagina
Kab na tujhko yaad kiya
Kab na tujhko yaad kiya, kab na tera naam liya
Jab na tujhko yaad kiya, jab na tera naam liya
Din aisa na nikla
Din aisa na nikla
Aisi raat huyi na