Ui Amma Ui Amma Kya Karta Hai
Raja Babu
Lyrics
Hey ui amma ui amma kya karta hai
Ladka hoke ladki se kyun darta hai
Ui amma ui amma kya karta hai
Ladka hoke ladki se kyun darta hai
Kuch bole na bole
Raaz-e-dil na khole
Par mujhko hai maalum mujhpe marta hai
Ui amma ui amma kya karta hai
Ladka hoke ladki se kyun darta hai
Thoda anari thoda sayana
Budhu bada hai mera deewana
Thoda anari thoda sayana
Budhu bada hai mera deewana
Tauba duhaai mushkil batana
Aaye isse na ladki phasana
Lallu hai bedardi hai meri baatein maane na
Jaane kaisa aashiq hai dhadkan ko pehchane na
Chori se chup chupke aahein bharta hai
Ui amma ui amma kya karta hai
Ladka hoke ladki se kyun darta hai
Neendein churayi jaadu jagaya
Yeh rog isne mujhko lagaya
Neendein churayi jaadu jagaya
Yeh rog isne mujhko lagaya
Kaise kategi meri jawaani
Kaise banoongi main iski rani
Mere anjaane dil ko aise kyun tadpata hai
Meri pyaasi saanson mein shola kyun bhadkata hai
Chahat ki jwala mein kaahe jalta hai
Ui amma ui amma kya karta hai
Ladka hoke ladki se kyun darta hai
Kuch bole na bole
Raaz-e-dil na khole
Par mujhko hai maalum mujhpe marta hai
Ui amma ui amma kya karta hai
Ladka hoke ladki se kyun darta hai
Watch Video